Deewana Leke Aaya Lyrics

Writer :

Singer :




Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana

Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana

Aaj ka din hai
Kitna suhana
Jhoom raha pyar mera
Poori ho dil ki
Sari muradein
Khush rahe yaar mera
Ho ho chaand sa jeeivan
Saathi mubarak
Jeevan mein aana

Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana

Apne bhi hain kuchh
Khwab adhure
Kaun ab giney kitne
Sach to ye hai mere
Dost ke sapne bhi
Hain mere apne
Ho ho uski khushi ab
Meri khushi hai
Ae dil-e-deewana

Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana
Deewana leke aaya hai
Dil ka taraana.



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.