Jab Ladti Hai Nigahein Lyrics

Writer :

Singer :




Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigaheine dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana

Hoti hai pahele isaro mein raate
Aati hai chhup ke milane ki raate
Hoti hai pahele isaro mein raate
Aati hai chhup ke milane ki raate

Apas mein hote hai ulfat ke wade
Yahi hai yahi hai zindagi bhar ke vade
Apas me hote hai ulfat ke wade
Yahi hai yahi hai zindagi bhar ke vade
Aaji banta hai yahi se mohabbat ka fasana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahe dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein

Nazar ke isare nazar ki kahani
Kisi ne na samjhi kisi ne na jani
Nazar ke isare nazar ki kahani
Kisi ne na samjhi kisi ne na jani
Ajab khel hai ajab ye tamasha
Isi ek nazar ki hai duniya deewani
Ajab khel hai ajab ye tamasha
Isi ek nazar ki hai duniya deewani
Ye aankho ka takrana hai ulfat ka bahana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein dil hota hai deewana
Yahi hai jamana ji yahi hai wo jamana
Jab ladti hai nigahein.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.