Kaisa Aaya Hai Zamana Lyrics

Writer :

Singer :




Kaisa aaya hai jamana
Nahi khane tikana
Phir bhi aashiqi ladana
Kyu hai na baat maje ki
Roj tokre bhi khana
Phir bhi baaj nahi aana
Kyu hai na baat maje ki
Nahi khane tikana
Phir bhi aashiqi ladana
Kyu hai na baat maje ki

Sokh mere husn ko hai
Dilo ke sikar ka
Kaam lu adao se mai
Teer ka khatar ka
Sokh mere husn ko hai
Dilo ke sikar ka
Kaam lu adao se mai
Teer ka khatar ka
Koi lakh ho gaya na
Mera chuke na nishana
Kyu hai na baat maje ki
Nahi khane tikana
Phir bhi aashiqi ladana
Kyu hai na baat maje ki

Chote mote aadmi
Ka yaha kya sawal hai
Pyar me to bade bado
Ka bhi yehi haal hai
Hai ye pyar ka khajana
Kabhi rona kabhi khana
Kyu hai na baat maje ki
Nahi khane tikana
Phir bhi aashiqi ladana
Kyu hai na baat maje ki

Aur ek baat bade majhe ki batau mai
Aashiqo ko naye naye naam se bhulau mai
Aur ek baat bade majhe ki batau mai
Aashiqo ko naye naye naam se bhulau mai
Mera galiya sunana
Unka taliya bajana
Kyu hai na baat maje ki
Nahi khane tikana
Phir bhi aashiqi ladana
Kyu hai na baat maje ki.



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.