Jai Raghunandan Lyrics

Writer :

Singer :




Jai raghunandan jai siya ram
Janki vallabh sita ram

Sabse nirali mahima hai bhai
Do aksar ke naam ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki
Sabse nirali mahima hai bhai
Do aksar ke naam ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki

Ho do aksar ka jaadu hai nyara
Ram ram jai ram ram
Bhawsagar se taran hara
Ram ram jai ram ram
Parbhu jap apna khewan hara
Phir hai kitni door kinara
Phir hai kitni door kinara
Mere ram rakhte hai khabariya
Pal chhin charo dham ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki

Pani mein tare patthar ki naiya
Ram ram jai ram ram
Ram ki naiya hai ram khivaiya
Ram ram jai ram ram
Sagar se ab kya darna hai bhaiya
Saathi hai jab ram ramaiya
Saathi hai jab ram ramaiya
Badal dal si nikli hai toli
Pawan putra hanuman ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki

Ab na rahegi sone ki lanka
Naam mitega ab rawan ka
Bhar hatega dharti gagan ka
Ram naam ka gunjhega danka
Ram naam ka gunjhega danka
Ram naam ka gunjhega danka
Barso ke bichhde phir se milenge
Ramchandra aur janki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki

Sabse nirali mahima hai bhai
Do aksar ke naam ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki
Jai bolo siyawar ram ki

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.