Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Lyrics

Writer :

Singer :




Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Banke sawar ke dekha
Banke sawar ke dekha
Jadu chala na koi
Kya kya na karke dekha
Kya kya na karke dekha
Dil ko bh samjhaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Roka hajar maine
Aankho ne hanske mana
Aankho ne hanske mana
Dil ne jo farmaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Chhup chhup ke dekhu tumko
Mera diwanapan hai
Mera diwanapan
Ab duniya se takraya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.