Jam Jam Ke Mar Sanam Lyrics

Writer :

Singer :




Laila o meri laila
Tera chhailaa dadu kaaliyan
Aye myunsipalti
Tu munh kyaa dekhata hain
Taali bajao are bindaas bajao bajao

Jam jam ke mar sanam taaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Tera saawariyan hain dadu kaaliyan
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Tera saawariyan hain dadu kaaliyan
Aashiq deewana main tera puraana
Kaise na aata main bol jaane jaana
Tere jaisi kahan hain dilwaaliyan waaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Tera saawariyan hain dadu kaaliyan

Jam jam ke marun na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain dadu kaaliyan
Sau dil se mujhpe kurbaan hain bichaara
Mera to harek andaaz isko pyaara
Chahein tum chuma chahein gaaliyan
Gaaliyan gaaliyan gaaliyan
Jam jam ke marun na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain dadu kaaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Tera saawariyan hain dadu kaaliyan

Saare jag se rishta tuta
Par na apna milana chhhuta
Saare jag se rishta tuta
Par na apna milana chhhuta
Aankhein hain daaru ka chhalka katora
Daali jaise tann ko jara sa jo moda
Masak gayi kurtey ki jhaaliyan
Jhaaliyan jhaaliyan jhaaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Tera saawariyan hain dadu kaaliyan
Jam jam ke marun na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain dadu kaaliyan

Seharo seharo maine dhundha
Mil saka na tujha sa dujha
Seharo seharo maine dhundha
Mil saka na tujha sa dujha
Aashiq hazaron mein shaandar tu hain
Laakon dilwalo mein jaandaar tu hain
Mukh pe lagi meri laaliyan
Laaliyan laaliyan laaliyan
Jam jam ke marun na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain dadu kaaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Tera saawariyan hain dadu kaaliyan

Aashiq deewana main tera puraana
Kaise na aata main bol jaane jaana
Tere jaisi kahan hain dilwaaliyan waaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Mera saawariyan hain dadu kaaliyan
Jam jam ke mar sanam taaliyan
Mera saawariyan hain dadu kaaliyan.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.