Balma Main Muqadama Lyrics

Writer :

Singer :




Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein

Ho dil mera oye hoye hoye
Dil mera tune luta hai
Ilzam magar ye jhuta hai
Ho dil mera tune luta hai
Ilzam magar ye jhuta hai
Kya tang mujhe bekar na kar
Tu mujrim hai oye hoye hoye
Tu mujrim hai inkaar na kar
Police abhi aa jayegi
Le legi tujhe hirasat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein

Ho ye chudi o tune todi hai
Oye hoye hoye ye chudi tune todi hai
Tune to had kar chhodi hai
Badnaam mujhe kar chhoda hai
Ho ye gajra ha tune toda hai
Haye haye ye gajra ha tune toda hai
Main samne jaj ke jaungi
Issi surat mein issi halat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein

Kab kisne kise fasaya tha
Tu raat mere ghar aaya tha
Kya maine bulaya tha aaja
Kyu chhoda khula phir darwaja
Sab kuch hua teri marji se
Sab kuch hua teri marji se
O keh dunga bhari adaalat mein
Main mara gaya sharafat mein
Main mara gaya sharafat mein
Balma main muqadama kar dungi
Kar dungi khada adaalat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Main mara gaya sharafat mein
Main mara gaya sharafat mein
Main lut gayi teri mohabbat mein
Main mara gaya sharafat mein.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.