Aati Hai Palki Lyrics

Writer :

Singer :




Bolo shree shree shree jamidar ki
Bolo shree shree shree sarkar ji ki

Are sawdhan sawdhan he he sawdhan sawdhan
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai aati hai aati aati aati hai
Aati hai palki pal pal palki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki

Nachenge hum gayenge khushiya khub manayegne
Nachenge hum gayenge khushiya khub manayegne
Are apne swami ke raste me sewak nain bichayenge
Aaj janam din hai malik ka
Aaj ka din hai bada mahan
Aati hai aati hai aati aati aati hai
Aati hai palki pal pal palki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki

Ye ye kahe ka swami hai
Ye sewa nahi gulami hai
Ye kahe ka swami hai
Ye sewa nahi gulami hai
Daku ko sadhu na samjho
Dharm ki ye badnami hai
Lut ke hket garibo ke
Ye to ban baitha hai dhanwan
Sawdhan sawdhan are sawdhan sawdhan

He dukh me kam ye aata hai
He dukh me kam ye aata hai
Roti hame khilata hai
Roti hame khilata hai
Are sab iske gun gate hai
Ye sab ka ann data hai
Kadwe wachan na bolo
Ruth na jaye bhkato se bhagwan
Sawdhan sawdhan are sawdhan sawdhan
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki
Aati hai palki sarkar ki
Jai ho jai ho jamidar ki.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.