Jamana Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf ye sara jamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf sara jamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Josh kitna bhala dil diwane me hai
Jor kitna bhala is jamane me hai
Josh kitna bhala dil diwane me hai
Aaj ye aazmana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
Ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
Aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi
Pyar aisa diwana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Hamne jab pyar karne ka wada kiya
Wada kiya
Hamne jab pyar karne ka wada kiya
Wada kiya
Sath jine ka marne ka wada kiya
Wada kiya
Ab ye wada nibhana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai

Ek taraf akeli mohabbat hai
Ek taraf ye sara zamana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai
Aaj jane kya ho jana hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.