Is Duniya Ne Kiya Nahi Lyrics

Writer :

Singer :




Is duniya ne kiya nahi
Tu mera insaaf karna
Tu mera insaaf karna
Maa se koi bhul huyi ho
To munne tu maf karna
To munne tu maf karna

Rukh yeh kya jivan ne badla
Ek anjaane pal mein
Rukh yeh kya jivan ne badla
Ek anjaane pal mein
Jahar mila amreet mein madir
Mil gayi ganga jal mein
Logo ka man to maila hai
Tu apna man saf karna
Tu mera insaaf karna

Mera sab kuch baha
Le gaya rela ek pani ka
Mera sab kuch baha
Le gaya rela ek pani ka
Ek bad kismat maa ki
Majburi ka rurbani ka
Or kisi ne kiya nahi par
Tu is rah par chalna
Tu mera insaaf karna
Maa se koi bhul hui ho
To munne tu maf karna
To munne tu maf karna
Is duniya ne kiya nahi
Tu mera insaaf karna
Tu mera insaaf karna.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.