Bechain Hoon Main Lyrics

Writer :

Singer :




Bechain hoon main betab hai tu
Bechain hoon main betab hai tu
Kya yaar kare aa pyar kare
Dil ki marzi rab ki marzi
Kyu sab ki marzi ka intezar kare
Bechain hoon main betab hai tu
Bechain hoon main betab hai tu
Kya yaar kare aa pyare kare
Dil ki marzi rab ki marzi
Kyu sab ki marzi ka intezar kare
Aa pyar kare aa pyar kare
Aa pyar kare

Ab hosh mein wapis kya aana
Madhosh hai hum madhosh rahe
Ab hosh mein wapis kya aana
Madhosh hai hum madhosh rahe
Aankho aankho mein baate ho
Ye hoth magar khamosh rahe
Aa gaya wado ka mausam
Aise mein wade hum do char kare
Aa pyar kare aa pyar kare
Aa pyar kare aa pyar kare

Ik naam tere ek naam mera
Do naam magar ek jan sanam
Ik naam tere ek naam mera
Ek naam magar ek jan sanam
Kuchh bhi kah lo kuchh bhi kar lo
Ye pyar nahi aasan sanam
Pyar agar hai aag ka dariya
Dub ke is dariya ko par kare
Aa pyar kare aa pyar kare
Aa pyar kare aa pyare kare
Bechain hoon main betab hai tu
Kya yaar kare aa pyar kare
Dil ki marzi rab ki marzi
Kyu sab ki marzi ka intezar kare.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.