Maa Ne Kaha Tha O Beta Lyrics

Writer :

Singer :




Maa ne kaha tha o beta
Kabhi dil kisi ka na todo
Maa ne kaha tha o beta
Kabhi dil kisi ka na todo
Deepak bati bankar sathi
Sath kisi ka na chhodo
Maa ne kaha tha o beta
Kabhi dil kisi ka na todo
Deepak bati bankar sathi
Sath kisi ka na chhodo
Maa ne kaha tha o beta
Kabhi dil kisi ka na todo

Jan lo jag mein kaun apna hai
Kya yaha sach hai
Or kya sapna hai
Jan lo jag mein kaun apna hai
Kya yaha sach hai
Or kya sapna hai
Maa ne kaha tha o beta
Sapno ke pichhe na daudo
Sapne sapne apne apne
Apno se muh na modo
Maa ne kaha tha o beta
Kabhi dil kisi ka na todo

Ho sake agar to
Pyar na tum karna
Pyar ho jaye to
Duniya se na darna
Ho sake agar to
Pyar na tum karna
Pyar ho jaye to
Duniya se na darna
Maa ne kaha tha o beta
Karke wada kabhi na todo
Pyar ke rashte chalte chalte
Wapas kadam na modo
Maa ne kaha tha o beta
Kabhi dil kisi ka na todo
Deepak bati ban kar bati
Sath kisi ka na chhodo
Maa ne kaha tha o beta
Kabhi dil kisi ka na todo.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.