Gore Galon Wali Mil Gayi Lyrics

Writer :

Singer :




Tutak tutak tutak tutiya
He chinaro
Gore galon wali mil gayi
He chinaro
Reshmi balo wali mil gayi
He chinaro
Solah salo wali mil gayi

Tera husn hai shababi
Tera rup lajavabi
O main to ho gaya sharabi
Tutak tutak tutak tutiya
He chinaro
Gore galon wali mil gayi
He chinaro
Reshmi balo wali mil gayi
He chinaro
Solah salo wali mil gayi

Jaa chhupi thi jo pardo mein
Mujhko solah husn apna dikha ke
Jajbaye dil ki tasir dekho
Usko chhoda hai apna bana ke
Apna bana ke apna bana ke

Tere hoth gulabi mil gaye
He chinaro
Ter nain sharabi mil gaye
He chinaro
Tere rang shababi mil gaye
He chinaro
Tutak tutak tutak tutiya
He chinaro
Tutak tutak tutak tutiya

Aa gaya khawab dekhe the jiske
Aaj khawabo ki tabir lekar
Dhudti thi jise har taraf mai
Jiski aankho me taswir lekar
Taswir lekar taswir lekar
Mujhko wo deewana mil gaya
He chinaro
Aaj wo mastana mil gaya
He chinaro
Mere khawaba wala mil gaya
He chinaro
Jine khawaba wala mil gaya
He chinaro
Tutak tutak tutak tutiya
He chinaro
Tutak tutak tutak tutiya

Janejaa aarzu mein tumhari
Kaise kate hia din kya batau
Koi shikwa na rah jaye baki
Mujhme tum tujhme mai dub jau
Mai dub jau main dub jau
Dekho do deewane mil gaye
He chinaro
Do pahcahne mil gaye
He chinaro
Sama aur parwane mil gaye
He chinaro
Tutak tutak tutak tutiya
He chinaro
Gore galon wali mil gayi
He chinaro
Reshmi balo wali mil gayi
He chinaro
Solah salo wali mil gayi.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.