Saawan Ka Mahina Lyrics

Writer :

Singer :




Saawan ka mahina
Baadal paani leke aa gaya
Saawan ka mahina
Saawan ka mahina
Mera raja beta apni raani leke aa gaya
Mera raja beta
Mera raja beta
Mera raja beta
Mera raja beta

Saawan ka mahina
Saawan ka mahina
Baadal paani leke aa gaya
Saawan ka mahina
Saawan ka mahina baadal paani leke aa gaya
Mera raja beta
Mera raja beta apni raani leke aa gaya
Mera raja beta
Saawan ka mahina
Baadal paani leke aa gaya
Saawan ka mahina

Sab ko ye khabar sunao
Mein chham chham naachu gauon
Sab ko ye khabar sunao
Mein chham chham naachu gauon
Kahi aaj khushi ke mare mein pagal na hojau
Mein pagal na hojau
Mein pagal na hojau

Mein sadke sadke jaauon
Mein wari wari jaauon
Itani khushiya an dekhi anjani leke aagaya
Mera raja beta
Mera raja beta apni raani leke aa gaya
Mera raja beta

Wo din bite wo raat wo sapno ki baarate
Wo din bite wo raat wo sapno ki baarate
Phir yaad mujhe aayi kuch bhuli bisari baate
Mein sadke sadke jaauon
Mein wari wari jaauon
Meri sari yaade wo purani leke aa gaya
Mera raja beta
Mera raja beta apni raani leke aa gaya
Mera raja beta

Na sehara dhode hathi na baja na barati
Na sehara dhode hathi na baja na barati
Do naino ki doli mein
Le aaya woh jevan sathi
Le aaya woh jevan sathi
Le aaya woh jevan sathi
Mein sadke sadke jaauon
Mein wari wari jaauon
Banke pagal premi pream kahani leke aa gaya
Mera raja beta
Mera raja beta apni raani leke aa gaya
Mera raja beta

Saawan ka mahina
Baadal paani leke aa gaya
Saawan ka mahina
Saawan ka mahina
Baadal paani leke aa gaya
Mera raja beta
Saawan ka mahina
Baadal paani leke aa gaya
Saawan ka mahina
Mera raja beta
Saawan ka mahina
Baadal paani leke aa gaya
Saawan ka mahina
Mera raja beta.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.