Chahoonga Main Tujhe (Title) Lyrics

Writer :

Singer :

Chahunga main tujhe lekin kabhi pyar na karunga

Tere jaisi ladkiya kitni ati hai jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne dil me jagah dunga

Ana hai to mere piche ho mere piche chali ana

Jana ho to jaha marji jaha marji chale jana hai
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai jati hai haye haye
Kisi ka ek pal bhi intzar na karunga
Chahunga main tujhe lekin kabhi pyar na karunga
Chahunga main tujhe lekin kabhi pyar na karunga

Yad na karunga teera nam nahi lunga or sab dunga
Tujhe dil nahi dunga

Tere jaisi ladkiya kitni ati hai jati hai
Jan kabhi tujhpe main nisar na karunga
Chahunga main tujhe lekin kabhi pyar na karunga
Chahunga main tujhe lekin kabhi pyar na karunga
Tere jaisi ladkiya kitni ati hai jati hai haye haye
Kis kis ladki ko apne dil me jagah dunga
Chahunga main tujhe lekin kabhi pyar na karunga.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.