Ae Baharo Haal Apna Lyrics

Writer :

Singer :




Ae bahoro haal apna kya sunaye hum
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum
Dil dhadkata hai jayada
Nind aaye kam

Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum

Dekhti hai ghur ke ye duniya sari kis liye
Kuchh badal ne si lagi surat hamari kis liye
Dekhti hai ghur ke ye duniya sari kis liye
Kuchh badal ne si lagi surat hamari kis liye
Raat din rahne lagi ye bekarari kis liye
Ke baithe lag gaya hum ko
Na jane kaun sa ye gam
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum

Aaj hotho pe anokhi si kahani aa gayi
Hum nahi samjhe the
Ye to rut suhani aa gayi
Aaj hotho pe anokhi si kahani aa gayi
Hum nahi samjhe the
Ye to rut suhani aa gayi
Log kahte hai nayi rani jawani aa gayi
Ke chalte chalte
Paon mein payal nahi par hoti hai
Chham chham
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum

Ae bahoro haal apna kya sunaye hum
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum
Na jane kya karega ye mosam
Sharam ke mare to mar gaye hum.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.