Akela Hoon Main Lyrics

Writer :

Singer :




Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon
Kisi roj sham sehar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai
Yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai
Magar mere pehalu mein koyi nahi hai
Magar mere pehalu mein koyi nahi hai
Mohabbat bhari ik najar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Mere dil mein aaja nigahon mein aaja
Mere dil mein aaja nigahon mein aaja
Mohabbat ki rangin rahon mein aaja
Mohabbat ki rangin rahon mein aaja
Tujhi ko main o bekhar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Kidhar jaau viraan hai meri rahein
Kidhar jaau viraan hai meri rahein
Kisiko na apna saki meri aahein
Kisiko na apna saki meri aahein
Main aaho mein apani asar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon
Kisi roj  shaame sehar dhundata hoon
Akela hoon main humsafar dhundata hoon
Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.