Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau Lyrics

Writer :

Singer :




Chal sair gulshan ki tujhko karau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba mai na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba mai na aau
Chal pyar karna mai tujhko sikhau
Na baba na baba mai na aau
Chal pyar karna mai tujhko sikhau
Na baba na baba na baba mai na aau

Aaj ka laaj kal kitni suhani rat hoti hai
Aasma pe taro ki barat hoti hai
Barat hoti hai
Chal din me chal din me
Chal din me tare mai tujhko dikhau

Na baba na baba na baba mai na aau
Chal din me tare mai tujhko dikhau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba mai na aau

Jindagi jindagi lele ke tere nam gujregi
Is tarah kaise bhala ye sham gujregi
Ye sham gujregi
Chal tujhko chal tujhko
Chal tujhko mandir me darsan karau
Na baba na baba mai na aau
Chal tujhko mandir me darsan karau
Chal pyar karna mai tujhko sikhau
Na baba na baba mai na aau

Pyar ke do phul ye khilne nahi denge
Pyar ke do phul ye khilne nahi denge
Ye jaha wale hame milne nahi denge
Chal sath chal sath
Chal sath dariya me mai dub jau
Na baba na baba mai na aau
Chal sath dariya me mai dub jau
Na baba na baba mai na aau
Na baba na baba mai na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba ha baba na baba ha baba
Na baba na baba mai na aau.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.