Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin Lyrics

Writer :

Singer :




Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

O jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
Nadi kinara kab tak pyasa
Khada rahu samjhati ja
O jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
Nadi kinara kab tak pyasa
Khada rahu samjhati ja
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

Anhkyo ko takrane do dil aaye to aane do
Sabar ka daman chhute na pyar jawan ho jane do
Ankhiyo ko takrane do dil aaye to aane do
Sabar ka daman chhute na pyar jawan ho jane do
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

Soch samajh kar pyar kare
Kyun jhutha ikrar kare
Dil se ho dil ka yaarana
Hothon se inkar kare
Soch samajh kar pyar kare
Kyun jhutha ikrar kare
Dil se ho dil ka yaarana
Hothon se inkar kare

Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

Aa aaja aaja nahin
Aa aaja aaja nahin

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.