Tera Gham Agar Na Hota Lyrics

Writer :

Singer :




Tera gum agar na hota
Tera gum agar na hota to saraab me na pita
Tera gum agar na hota to saraab me na pita

Ye sitam agar na hota
Ye sitam agar na hota to saraab me na pita
Tera gum agar na hota to saraab me na pita

Harjaaye me nahi ho , na wo hai bewafa
Harjaaye me nahi ho , na wo hai bewafa
Bas waqt ne kiya hai mujse jara daga
Chaha tha mene usko ye hai meri khata

Ye karam agar na hato, ye karam agar na hota
To sarab mena pita
Tera gum agar na hota to saraab me na pita

Sare jahaa se mera itana saval hai
Sare jahaa se mera itana saval hai
Chahat ka kyoon hamesa aisa hi haal hai
Kabhi yaad vo karegi, mera khayaal hai

Ye bharam agar na hota, ye bharam agar na hota
To saraab me na pita
Tera gum agar na hota to saraab me na pita

Ye sitam agar na hota to saraab me na pita
Tera gum agar na hota to saraab me na pita
To saraab me na pita
To saraab me na pita.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.