Ek Swarg Hai Lyrics

Writer :

Singer :

Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par

Aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai
Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai

Oo ho, ye sari duniya kahati hai, is ghar me amba rahti hai
Is ghar me amba rahti hai, mat samjho ek makan hai ye
Devi ma ka vardan hai ye, is bat ka sabko dhyan rahe
Is dharti unchi shan rahe,
Humko ma tera kahana jan se bhi pyara hai
Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par

Meri aisi bahu, aise bache, sanjog hai mere kitne achhe
Sanjog hai mere kitne achhe, ma tu hum sabki mata hai
Tujhe kon jiyada bhata hai, is ghar ki shan hai tum sabse
Meri jaan me jaan hai tum sabse
Koi dil ka hai tukada, koi aankh ka tara hai
Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par

Sapno ke dip jalo, aao pyar ki jyot jagao
Aisi hai ye pyar ki jyoti, jo kabhi bhi kam na hoti
Oo ho, ye rat hai dipo wali, mana hia aaj diwali
Mata teri mamta ka ye sara ujiyara hai
Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par

Ho din aaya bada ye rangila, din aaya bada ye rangila
Rang bikhar gaya nila pila, ho mat chhed, ha mat chhed
Kayamat kar dugi, teri ma se shikayat kar dugi
Teri ma se shikayat kar dugi, tohar ye logo holi ka
Ya khel hai aankh micholi ka, pakaduga mai pichhe doaduga
Bhabhi tujhe rang ke  chhoduga, ankhiya kaha hai devar ji
Kaha ye ishara hai, ankhiya kaha hai devar ji, kaha ye ishara hai
Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par
Aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai
Waha jane kya hai, kya nahi hai, yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par
Ek swarg hai aasman par, ek swarg hai dharti par.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.