Mai Maama Ban Gaya Lyrics

Writer :

Singer :




Khush kar diya, ho khush kar diya tune mera raama
Ke munde da main maama ban gaya
Khush kar diya tune mera raama
Ke munde da main maama ban gaya
Haay rabba tennu lakhkh salaama
Haay rabba tennu
Haay rabba tennu lakhkh salaama, ke munde da tu maama ban gaya
Ho khush kar diya tune mera raama, ke munde da main maama ban gaya
Ke munde da tu maama ban gaya

O o o main iss paar te uss paar tu piya
Main iss paar te uss paar tu piya
Aayi hai bahaare kaise jaaye tere dwaare
Mutiyaare mere dil ki pukaarein
Aayi hai bahaare kaise jaaye tere dwaare
Mutiyaare mere dil ki pukaarein
Tere mere bich mein lambi lambi galiyaan
Te unchi unchi jag ki deewaarein
Kaise beetein
Kaise beetein judaayiya di shamma, ke munde da main maama ban gaya
Khush kar diya tune mera raama, ke munde da main maama ban gaya

O jindadi na rol aaja kol soniye, o jindadi na rol aaja kol moniye
Chhat se pukaare jat kar ke ishaare hat ho na jaaye meri badnaami
Chhat se pukaare jat kar ke ishaare hat ho na jaaye meri badnaami
Darr mat baandh ke sehara bana dunga main tujhako bhi munde di maami
Mach gaya
Mach gaya pind wich hungaama, ke munde da tu maama ban gaya
Ho khush kar diya tune mera raama, ke munde da main maama ban gaya

Haay yeh dil yeh jaan do jahaan maang le
Yeh dil yeh jaan do jahaan maang le
Dena na tu dhoka saiyaan khushi ka hai mauka
Tujhase motiyon ki main toh lungi maala
Dena na tu dhoka saiyaan khushi ka hai mauka
Tujhase motiyon ki main toh lungi maala
Taange mein bithaake bole sair kara du
Main hoonmuflis taangewaala
Tera reshami
Tera reshami kurta paijaama, ke munde da tu maama ban gaya
Haay rabba tennu
Haay rabba tennu lakhkh salaama, ke munde da tu maama ban gaya
Ho khush kar diya tune mera raama, ke munde da main maama ban gaya.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.