Hamka Isak Huwa Hai Yaro Lyrics

Writer :

Singer :




Hamka isak huan hai yaaron
Hamri koi khabariya lo
Hamka isak huan hai yaaron
Hamri koi khabariya lo
Bich bajariya mein
Ladd gayi najariya lo
Hamka isak huan hai yaaron
Hamri koi khabariya lo
Chhoti umariya mein
Ladd gayi najariya re
Hamka isak hui gava logon
Hamri koi khabariya lo
Hamka isak hui gava logon
Hamri koi khabariya lo

Ho pyar se jab jab mile jawani
Chaho koi bane kahani
Parvat pe jab jhuke ghata toh
Kya ho barse chham chaam paani
Chham chaam paani
Paani re paani
Haai haai paani
Chham chaam paani
Ab ke saawan mein gir gayi bijuriya o
Hamka isak hua hai yaaron
Hamri koi khabariya lo
Hamka isak hui gava logon
Hamri koi khabariya lo

Ab lilla na der lagaaon
Jaldi dulha mujhe banaon
Ab lilla na der lagaaon
Jaldi dulha mujhe banaon
Ho tum mardo ka kaun bharosa
Kaagaz kalam dawad toh mangaaon
Ho tum mardo ka kaun bharosa
Kaagaz kalam dawad toh mangaaon
Naam tumhare likh di yeh saari umariya lo
Hamka isak hua hai yaaron
Hamri koi khabariya lo
Hamka isak hua hai yaaron
Hamri koi khabariya lo.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.