Raja O Raja Lyrics

Writer :

Singer :




Are raja o raja tera baj gaya baja
Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja
Kitna roka kitna toka
Kitna roka kitna toka
Ulte raste pe na ja
Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja

Jane kaun ghadi me tujhko sujhi ye hoshiyari
Ye kya feka ulata pasa jeet ke baji hari
Jane kaun ghadi me tujhko sujhi ye hoshiyari
Ye kya feka ulata pasa jeet ke baji hari
Kare jo unchi unchi bat
Kare jo unchi unchi bat
Khul jaye uski okat
Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja

Hans chala kawe ki chal apni chal bhi bhula
Ghar ki dulhan bhej ke daftar dulha feke chulha
Hans chala kawe ki chal apni chal bhi bhula
Ghar ki dulhan bhej ke daftar dulha feke chulha
Chale to ulti ulti chal
Chale to ulti ulti chal
Uska hota hai ye hal
Aaja raste pe aaja

Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja
Kitna roka kitna toka
Ulte raste pe na ja
Are raja o raja tera baj gaya baja
Kaisa baj gaya baja
Fas gaya raja dekho fs gaya raja
Baj gaya baja dekho baj aya baja
Raja mai raja o rani aaja re aaja
Raja mai raja o rani aaja re aaja

Khayenge piyenge bajayenge pyar ka baja
Raja mai raja o rani aaja re aaja
Raja mai raja o rani aaja re aaja
Raja mai raja o rani aaja re aaja

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.