Shraddha Rakho Jagat Ke Logon Lyrics

Writer :

Singer :




Shraddha rakho jagat ke logo
Apne dina nath me
Humari jiwan martyu ab uske haat me
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Bal na baka ho saka uska
Jiska raksak nihal
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Tyag do rey khali phal ki asha
Savarth bina parit jodo
Kal kya hoga iski chinta
Jagat pita par chhodo
Kya honi hai kya anhoni
Kya honi hai kya anhoni
Sab ka usko gayan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Jal thal aagan akash pawan par
Keval uski sata, keval uski sata
Jal thal aagan akash pawan par
Keval uski sata
Parbhu iccha ke bin
Yaha hil na sake ek ptaa
Hil na sake ek ptaa
Usi ka socha yaha pe hoga
Usi ka socha yaha pe hoga
Uski skati mahan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan

Bhagwan dayavan  bhagwan dayavan
Bhagwan dayavan  bhagwan dayavan
Marne vala hai bhagwan
Bachane vala hai bhagwan
Bhagwan dayavan  bhagwan dayavan.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.