Ye Dil Diwana Lyrics

Writer :

Singer :




Kaun anzame ulfat nahi janta
Kaun anzame ulfat nahi janta
Kaun anzame ulfat nahi janta
Magar kya karu ye dil diwana nahi manta
Ha nahi manta
Nahi manta dil nahi manta
Kaun anzame ulfat nahi janta

Maut se jo dare pyar eo kya kare
Pyar me to yahi maut hai jidnagi
Jane kya chiz hai pyar ke kam ki
Sans chute na chute ye dil ki lagi
Ye na hota kabhi pyar ki raho me
Ye na hota kabhi pyar ki raho me
Khak dar dar ki koi diwana nahi chanta
Nahi chanta
Dil nahi manta nahi manta
Kaun anzame ulfat nahi janta

Laila shiri ho ya heer ya mohni
Marke  bhi unki murat sitaro me hai
Jinke dil ka lahu ghul gaya pyar me
Aaj tak unki khusbu baharo me hai
Kuch to warna dil mera tere liye
Kuch to warna dil mera tere liye
Jan dene ki jidd jane jana nahi thanta
Nahi thanta
Dil nahi manta nahi manta
Kaun anzame ulfat nahi janta
Kaun anzame ulfat nahi janta
Magar kya karu ye dil diwana nahi manta
Ha nahi manta
Nahi manta dil nahi manta
Kaun anzame ulfat nahi janta.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.