Parde Mein Kaun Sa Jalwa Lyrics

Writer :

Singer :




Parde mein kaun sa jalwa dekh liya ke
Nach utha deewana yara dildara
Parde mein kaun sa jalwa dekh liya ke
Nach utha deewana yara dildara

Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara

Aisa laga ke jaise achanak
Sehra me gulshan khile
Pyare abhi to sau gul khilenge
Chalne do silsile
Koi ada haiu baki abhi kya
Dekha hai tumne abhi sathi koi kya
Haye alla kon sa jalva dekh liya ke
Nach utha dilwala yara dildara
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara

Ab to mera tan mujhse na sambhle
Tum hio sabhalo janab
Pehle hi mai to tujhpe fida hu
Dana na dhalo jara
Aise sama ja mujhme o balam
Dekhe koi to tona lage ham
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara

Parde mein kaun sa jalwa dekh liya ke
Nach utha deewana yara dildara
Tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera
Mastana yara dildara.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.