Main Nahi Kehta Lyrics

Writer :

Singer :




Main nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

Thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai
Unke liye koi bhi manzil dur nahi hai
Thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai
Unke liye koi bhi manzil dur nahi hai
Main nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

Maut kab aayegi iska faisla
Zindagi milne se pahle ho chuka
Maut kab aayegi iska faisla
Zindagi milne se pahle ho chuka
Phir ye kaisa dar dilo me maut ka
Kyu paresha ho rahe hai hum bhala
Main nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Main nahi kahti bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

Zindagi zinda dili ka naam hai
Maut ka charcha yaha hum kyu kare
Zindagi zinda dili ka naam hai
Maut ka charcha yaha hum kyu kare
Aisi bate jinpe apna bas nahi
Kyu na unko hum khuda pe chod de
Main nahi kahti bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai
Unke liye koi bhi manzil dur nahi hai
Main nahi kahti bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Main nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha ha

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.