Jawan Jawan Yeh Tan Badan Lyrics

Writer :

Singer :




Jawan jawan yeh tan badan
Aur uss pe ye deewana pan
Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam
Jawan jawan yeh tan badan
Aur uss pe ye deewana pan
Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam
Jawan jawan yeh tan badan
Aur uss pe ye deewana pan

Hain bheega bheega sa sabaab ka aalam
Ke aayi hain nahake rut bahar ki
Uthe to lagta hain kuch is tarah se chaand
Ke kheriyat nahi hain aaj pyaar ki
Jo hosake mujhe sambhanl
Aaj kamse kam
Jawan jawan yeh tan badan
Aur uss pe ye deewana pan
Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam
Jawan jawan yeh tan badan
Aur uss pe ye deewana pan

Tere machalte re pe hoth mere ho
Mere dhadkate dil pe mera hath ho
Hain sach to humdam nahi phariste hum
Magar jo baat ho haseen baat ho
Ke main chali mujhe sambhal
Aaj kamse kam
Jawan jawan yeh tan badan
Aur uss pe ye deewana pan
Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam
Jawan jawan yeh tan badan
Aur uss pe ye deewana pan
Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.