Tujhe Dekh Ke Chamakti Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Tujhe dekh ke khanakti hain
Kyun meri chudiyan
Tujhe dekh ke khanakti hain
Kyun meri chudiyan
Inhein mujhse pyaar hain
Inhein mujhse pyaar hain
Inhein mujhse pyaar hain
Inhein mujhse pyaar hain

Mujhe dekha ke chamakati hain
Kyun teri bindiyan
Mujhe dekha ke chamakati hain
Kyun teri bindiyan
Isse tujhse pyaar hain
Isse tujhse pyaar hain
Isse tujhse pyaar hain
Isse tujhse pyaar hain
Mujhe dekha ke chamakati hain
Kyun teri bindiyan
Tujhe dekh ke khanakti hain
Kyun meri chudiyan

Sunto sajana mere balama
Bole kyaa ye kangana
Meri dilruba ye to kehate hain
Aaja mere aangana
Sunto sajana mere balama
Bole kyaa ye kangana
Meri dilruba ye to kehate hain
Aaja mere aangana
Tu bada deewana hain
Ye tera bahana hain
Tu bada deewana hain
Ye tera bahana hain
Chain mera loot liya
Ab mujhe na tadapa

Mujhe dekha ke chamakati hain
Kyun teri bindiyan
Mujhe dekha ke chamakati hain
Kyun teri bindiyan
Isse tujhse pyaar hain
Isse tujhse pyaar hain
Isse tujhse pyaar hain
Isse tujhse pyaar hain
Mujhe dekha ke chamakati hain
Kyun teri bindiyan
Tujhe dekh ke khanakti hain
Kyun meri chudiyan

Aa yahan sanam chhod de sharam
Maane kyun na kahena
Din ho raat ho tera saath ho
Door ab nahin rahena
Aa yahan sanam chhod de sharam
Maane kyun na kahena
Din ho raat ho tera saath ho
Door ab nahin rahena
Ye kasam na todenge
Saath hum na chhodenge
Ye kasam na todenge
Saath hum na chhodenge
Paas to aa jaane wafa
Dil ko yun na tadapa

Tujhe dekh ke khanakti hain
Kyun meri chudiyan
Tujhe dekh ke khanakti hain
Kyun meri chudiyan
Inhein mujhse pyaar hain
Inhein mujhse pyaar hain
Inhein mujhse pyaar hain
Inhein mujhse pyaar hain
Tujhe dekh ke khanakti hain
Kyun meri chudiyan
Mujhe dekha ke chamakati hain
Kyun teri bindiyan.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.