Kangana Kunware Kangana Lyrics

Writer :

Singer :




Kangana kunware kangana sajana pukare tera naam
Bindiya ye teri bindiya dekhu main subah-o-shaam
Kangana kunware kangana sajana pukare tera naam
Bindiya ye teri bindiya dekhu main subah-o-shaam
Tere bin mere din na kate na kate meri raina
Ab to kahin bhi ek pal aaye na chaina
Kangana kunware kangana sajana pukare tera naam
Bindiya ye teri bindiya dekhu main subah-o-shaam

Mehandi lagaungi main to tere pyar ki
Khushbu lutaaungi tujhape bahar ki
Mehandi lagaungi main to tere pyar ki
Khushbu lutaaungi tujhape bahar ki
Ban jaau main tera gajara dekhke tujhako hanse kajaraa
Ban jaau main tera gajara dekhke tujhako hanse kajaraa
Mera mann ye kahe tere tann ka banu main gahana
Tere bin mere din na kate na kate meri raina
Bindiya ye teri bindiya dekhu main subah-o-shaam
Kangana kunware kangana sajana pukare tera naam

Lipata rahunga main to tere ang se
Rang churaunga gori tere rang se
Lipata rahunga main to tere ang se
Rang churaunga gori tere rang se
Sun to zara kya kahe jhumka
Dil dhadkaye tera thumka
Sun to zara kya kahe jhumka
Dil dhadkaye tera thumka
Teri raah nihare sada ab to mere naina
Ab to kahin bhi ek pal aaye na chaina
Kangana kunware kangana sajana pukare tera naam
Ho bindiya ye teri bindiya dekhu main subah-o-shaam

Saiya teri yaad me zindagi guzaar du
Teri tasvir main aankho me utaar lu
Saiya teri yaad me zindagi guzaar du
Teri tasvir main aankho me utaar lu
Tere liye hai mera jivan
Jaldi se mujhako bana dulhan
Tere liye hai mera jivan
Jaldi se mujhako bana dulhan
Ab hoke judaa tujhase mujhako nahi rahna
Tere bin mere din na kate na kate meri raina
Bindiya ye teri bindiya dekhu main subah-o-shaam
Kangana kunware kangana sajana pukare tera naam
Ab to kahin bhi ek pal aaye na chaina
Tere bin mere din na kate na kate meri raina.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.