Phool Kali Chand Lyrics

Writer :

Singer :




Phool kali chand sitare
Phool kali chand sitare
Ye sab kya hai
Nam tumhare nam tumhare
Nam tumhare nam tumhare
Khusbu pawan rang najare
Khusbu pawan rang najare
Ye sab kya hai
Nam tumhare nam tumhare
Nam tumhare nam tumhare

Dil ke safar me bach bach ke chalna
Ata hai yara mujhko sambhalna
Mai jo giru mujhko tham lena
Deewanepan se mat kam lena
Sacha lage hai sapna suhana
Acha lage hai baho me ana
Dhup ghata chaw sarare
Dhup ghata chaw sarare
Ye sab kya hai
Nam tumhare nam tumhare
Nam tumhare nam tumhare

Mari gayi mai is bholepan me
Tasvir teri mere nayan me
Chahoge aise tum mujhko kab tak
Suraj rahega ambar me jab tak
Jutha koi bhi wada na karna
Mere liye hi sajana sawarna
Jhile kanval moj kinare
Jhile kanval moj kinare
Ye sab kya hai
Nam tumhare nam tumhare
Nam tumhare nam tumhare
Phul kali chand sitare
Khusbu pawan rang najare
Ye sab kya hai
Nam tumhare nam tumhare
Nam tumhare nam tumhare.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.