Diwano Ki Mastano Ki Lyrics

Writer :

Singer :




Diwano ki mastano ki
Diwano ki mastano ki
Jawani hum jawano ki
Jawani hum jawano ki
Diwano ki mastano ki
Diwano ki mastano ki
Jawani hum jawano ki
Jawani hum jawano ki

Ye umar hai lutne lutane ki
Ye umar hai rang jamane ki
Ye umar me jo takrayega
Wo bach ke na ja paye ga
Ye umar hai ankh ladane ki
Ye umar hai mauj manane ki
Ye umar hai ankh ladane ki
Ye umar hai mauj manane ki
Ye umar hai chhin ke lane ki
Ye umar hai kuchh bhi pani
Hai umar yahi afsano ki
Diwano ki mastano ki
Diwano ki mastano ki
Jawani hum jawano ki
Jawani hum jawano ki

Ye umar nahi hai takrane ki
Ye umar hai milne milane ki
Ye umar hai pyar jagane ki
Ye umar hi dil ko churane ki
Ye umar hai dhum machane ki
Ye umar hai nachne gane ki
Ye umar hai dhum machane ki
Ye umar hai nachne gane ki
Is umar me do dil milte hai
Is umar me gulsan khilte hai
Ye umar hai shama parwano ki
Diwano ki mastano ki
Diwano ki mastano ki
Jawani hum jawano ki
Jawani hum jawano ki.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.