Deewana Hua Main Lyrics

Writer :

Singer :

Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein
Hai thokar jahaan ko lagaana meri jaan tere ishq mein
Main paagal huyi deewaani huyi teri dilaruba teri raani huyi
Mera bas mera hai ajay

Tufaan deewaanagi ka roke kabhi na ruke
Sachchi muhabbat ke aage saara zamaana jhuke
Ab ye meri zindagaani hai teri chaahat ke naam
Chaahoongi tujhko hamesha chaahe subah ho ya shaam
Hai kadamon mein dil ko jhukaana meri jaan tere ishq mein
Bohot kuch hai karke dikhana meri jaan tere ishq mein
Main paagal huyi deewaani huyi teri dilaruba teri raani huyi
Mera bas mera hai ajay
Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein
Hai thokar jahaan ko lagaana meri jaan tere ishq mein

Duniya ki saari hadon se aage guzar jaana hai
Jina hai baahon mein teri baahon mein teri marana hai
Kaise tujhe main bataauun kaisa hai deewaanaapan
Teri vafaaon ka jaadu chhaane laga jaan-e-man
Labon ko labon tak hai laana meri jaan tere ishq mein
Mujhe to hai sab kuchh lutaana meri jaan tere ishq mein
Tu paagal huyi deewaani huyi meri dilruba meri rani huyi
Tera bas tera hai ajay
Deewani hui mein deewani meri jaan tere ishq mein
Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.