Yun Hafte Hafte Milna Lyrics

Writer :

Singer :

Yun hafte hafte milna yun bekaraar hona
Yun intazaar karte karte chain dil ka khona
Ye aana jaana milana milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gaya main to tang aa gaya
Hey tang aa gaya main to tang aa gaya

Jaanam tang aa gayi main to tang aa gayi
Tang aa gayi main to tang aa gayi

Tum kyaa jaano jaanam tumse kitana pyaar hain
Harpal teri yaadon ki barsaat hoti hain

Nazar bacha kar duniya ki nikalna mushkil hain
Chaaron taraf bas teri meri baat hoti hain
Yeto hain afsaane naa milne ke bahane
Aisi baate sun sun kar main ho gaya deewana
Jaanam tang aa gaya main to tang aa gaya
Hey tang aa gaya main to tang aa gaya

Yun hafte hafte milna yun bekaraar hona
Yun intazaar karte karte chain dil ka khona
Ye aana jaana milana milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gaya main to tang aa gaya
Tang aa gayi main to tang aa gayi

Mujhko to raaton mein ab neend nahi aati hain
Dil ko pal pal jaanam teri yaad sataati hain

Har hawaka jhoka teri khusboo lekar aaye
Tu kyaa jaane pyaar tera mujhko kitana tadpaaye
Meri bechaini ko diljaani tu na jaane
Aise aahein bhar bhar ke din dhalte nahi hain jaana
Jaanam tang aa gayi main to tang aa gayi
Tang aa gayi main to tang aa gayi

Yun hafte hafte milna yun bekaraar hona
Yun intazaar karte karte chain dil ka khona
Yun intazaar karte karte chain dil ka khona
Ye aana jaana milana milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gayi main to tang aa gayi
Hey tang aa gaya main to tang aa gaya
Tang aa gayi main to tang aa gayi
Haa tang aa gaya main to tang aa gaya.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.