Hi Ajnabi (Title) Lyrics

Writer :

Singer :




Hi ajnabi, hi ajnabi, hi ajnabi
Hi ajnabi la la la lala
Hi ajnabi, hi ajnabi, hi ajnabi
Hi ajnabi la la la lala

Pyaar se tumne bulaya thaa
To main aaya hoon
Tumne hi yaad dilaya thaa
To main aaya hoon
Pyaar se tumne bulaya thaa
To main aaya hoon
Tumne hi yaad dilaya thaa
To main aaya hoon

Shaam suhani hain
Rut mastani hain ye
Itana suhana hain shamma
Hotho pe tarana hain
Dil bhi deewana hain
Seene se lagale meri jaan

Shaam suhani hain
Rut mastani hain ye
Itana suhana hain shamma
Hotho pe tarana hain
Dil bhi deewana hain
Seene se lagale meri jaan
Dil kahin chain na paaya thaa
To main aaya hoon
Hi ajnabi, hi ajnabi..

Dil kahin chain na paaya thaa
To main aaya hoon
Pyaar se tumne bulaya thaa
To main aaya hoon
Hi ajnabi, hi ajnabi, hi ajnabi
Hi ajnabi la la la lala
Hi ajnabi, hi ajnabi, hi ajnabi
Hi ajnabi la la la lala

Tere hi wado mein
Khoya raha yaadon mein
Subah se ho gayi shyaam
Raate jab aayi to chain chrayi to
Dil ne pukara tera naam

Tere hi wado mein
Khoya raha yaadon mein
Subah se ho gayi shyaam
Raate jab aayi to chain chrayi to
Dil ne pukara tera naam
Khwab tera kal aaya thaa
To main aaya hoon
Hi ajnabi, hi ajnabi..

Khwab tera kal aaya thaa
To main aaya hoon
Pyaar se tumne bulaya thaa
To main aaya hoon
Hi ajnabi, hi ajnabi ..
Tumne hi yaad dilaya thaa
To main aaya hoon
Tumne hi phon karaya thaa
To main aaya hoon
Hi ajnabi, hi ajnabi..

Pyaar se tumne bulaya thaa
To main aaya hoon
Hi ajnabi, hi ajnabi, hi ajnabi
Hi ajnabi la la la lala
Hi ajnabi, hi ajnabi, hi ajnabi
Hi ajnabi la la la lala.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.