Tere Bina Main Na Rahun Lyrics

Writer :

Singer :




Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahi le sanam
Ye kasam yahi le sanam
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahi le sanam
Ye kasam yahi le sanam

Pyaar kahe mera o jaane jaana
Bas ho agar ye mere
Saanso ke jaise ghujarti rahun main
Chhukar laboko tere ho
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahi le sanam
Ye kasam yahi le sanam

Tu meri jaan hain
Mera armaan hain
Tera ghar mera dil hain
Ye jahaan nahin

Dil ye betaab hain
Tu mera khwab hain
Meri palko se door kyun rahe kahin
Ho ab to koi fasala mujhe nahi ghawara
Chhod dun jahan agar mile tera ishara
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahi le sanam
Ye kasam yahi le sanam

Pyaar kahe mera o jaane jaana
Bas ho agar ye mere
Saanso ke jaise ghujarti rahun main
Chhukar laboko tere ho
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahi le sanam
Ye kasam yahi le sanam

Ho o kahun main bawari
Main banu basuri
Tere hotho se lagu
Labo ke geet chura loon

Tera aanchal banu
Tann se lipata rahoon
Teri dhadkan ka main
Har geet chura loon
Ho apne pyar ko jahan ki nazar lage na
Ye nasha rahe to zindagi safar lage na
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahi le sanam
Ye kasam yahi le sanam

Pyaar kahe mera o jaane jaana
Bas ho agar ye mere
Dil banke seene ki gehrayio mein
Dhadka karun main tere ho
Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahen
Ye kasam yahi le sanam
Ho ye kasam yahi le sanam
Ye kasam yahi le sanam
Hey ye kasam yahi le sanam
Ho ye kasam yahi le sanam
Haa ye kasam yahi le sanam.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.