Hawa Ne Ye Paigham Lyrics

Writer :

Singer :




Aa ja aa aa jaa..
Aa ja aa aa jaa..

Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Har aahat pe laga tu aa raha hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Har aahat pe laga tu aa raha hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Aa ja aa aa jaa..aa ja aa aa jaa..

Mujhe to yakeen hain
Inhi wadiyo se mere yaar
Tu mujhko aawaz dega
Na todega mera bharosh kabhi bhi
Mujhe aake baho mein tu thaam lega
Tune na jane kaisa jaadu kiya hain
Tune na jane kaisa jaadu kiya hain
Har aahat pe laga tu aa raha hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain

Tadap mere dil ki kisi mod pe bhi
Tujhe ik pal chain lene na degi
Uthegi sadda jo mere dhadkano se
Meri bekaraari jo tujhse kahegi
Kuch is tarah se mera dhadka jiya hain
Kuch is tarah se mera dhadka jiya hain
Har aahat pe laga tu aa raha hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Hawa ne ye paigham kisa diya hain
Aa ja aa aa jaa..aa ja aa o aa jaa..
Aa ja aa aa jaa..aa ja aa aa jaa..
Aa ja aa aa jaa..o aa ja aa o aa jaa..

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.