Har Mehfil Mein Lyrics

Writer :

Singer :




Har mehfil mein
Mera darza aam hua hai
Ha saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Koi kya jaane
Kya mera anjaam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Har mehfil mein

Sholo pe chalta hu main muskurake
Sholo pe chalta hu main muskurake
Hasta hu apne lahu ko bahake
Jo mujhse takrane aata hai yaaro
Nahi zinda bach ke wo jata hai yaaro
Nahi zinda bach ke wo jata hai yaaro
Meri takat se har dushman nakam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Har mehfil mein

Mere dil ki jwala to us din bujhegi
Mere dil ki jwala to us din bujhegi
Jis din sitamghar ki hasti mitegi
Bade zulm zalim ne dhaye jaha par
Kahi naujawano ko chhoda mitakar
Kahi naujawano ko chhoda mitakar
Wo zalim to duniya mein badnam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Har mehfil mein
Mera darza aam hua hai
Ha saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.