Mujh Pe Bhi Jawani Lyrics

Writer :

Singer :




Mujhpe bhi jawani aayi hai
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Ke aag lagegi kahi na kahi

Mujhpe bhi jawani aayi hai
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi

Lagake surma aankho me
Pahan ke gajra balo me
Kabhi jo mai thumka maru
To shor mache dilwalo me
Logo ki diwani aayi hai
Logo ki diwani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi

Tukur tukur dekhe mujhko
Meri ada ka rasiya hai
Najar mila ke chori se
Kare mera man basiya hai
Isme beimani aayi hai
Isme beimani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Isme beimani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi

Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Mujhpe bhi jawani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Umar mastani aayi hai
Ke aag lagegi kahi na kahi
Ke aag lagegi kahi na kahi
Ke aag lagegi kahi na kahi.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.