Aisa Lagta Tha Lyrics

Writer :

Singer :




Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Kitna hasin savan hai ye
Hum dono ki mulakat ka
Kitna hasin sawan hai ye
Hum dono ki mulakat ka
Pagal bana dega hume
Ye pyara mausam barsat ka
Aankho se dil me sama kar
Dhadkan me chhup jao na
Na na na
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Kya pyar hai kya ye nasha
Ye sab tumi ne sikhaya mujhe
Kya pyar hai kya ye nasha
Ye sab tumi ne sikhaya mujhe
Rahne bhi do iljam ye
Divana tumi ne banaya mujhe
Phle to mujhko sata ke
Ab yu mukar jao na na na na
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Lagta hai yu barso ke bad
Meri duao me aaya asar
Lagta hai yu barso ke bad
Meri duao me aaya asar
Chup bhi raho kuchh na kaho
Kahi lag na jaye kisi ki najar
Meri hai har sans teri
Tum bhiu kasanm khao na
Na na na
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.