Kehta Hai Mera Jiya Lyrics

Writer :

Singer :




Kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Kehta hai mera jiya
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan mann me kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya

Tan pe na haath laga mann mein na pyaas jaga
Are tan pe na haath laga mann mein na pyaas jaga
Bachpan se main hoon baal-brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Main kya karoon mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Haay main kya karoon mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Are tere liye daaktar ko bulaoon
Woh jo kahe woh dawa le ke aaoon
Bada naasamajh hai mera saathiya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya

Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Yeh rog mera bada khaas hai iski dawa bas tere paas hai
Are maan mera kehna o kanya kunwari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Are kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan mann mein kya bhar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Bachpan se main hoon baal-brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Are chakkar chala kahin aur naari.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.