Yeh Dil Darr Raha Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Kahin kisise sheesha tuta, kahin kisika dil
Chot lagi hai kise kahaan par khana hai mushkil
Ha ha ha ha……..
Yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
Kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
Yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
Kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
Yeh dil darr raha hai

Kehata hai kyun saara jahaan yeh kharaab hai
Kehata hai kyun saara jahaan yeh kharaab hai
Har dard ki hai yeh dawa yeh sharaab hai
Aankhon se main honton se aa tujhako pilaau
Aankhon se main honton se aa tujhako pilaau
Yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
Kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
Yeh dil darr raha hai

Kaisi wafa kaisi jafa kaisa pyaar hai
Kaisi wafa kaisi jafa kaisa pyaar hai
Kasme hai kya waade hai kya kaisa yaar hai
Jhute saare rishte hai aa tujhako bataau
Jhute saare rishte hai aa tujhako bataau
Yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
Kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
Yeh dil darr raha hai

Chaaha jise woh na mila kyun udas hai
Chaaha jise woh na mila kyun udas hai
Yeh husn ki kamsin ada tere paas hai
Dilbar aa tujhape jaan yeh main lutaau
Dilbar aa tujhape jaan yeh main lutaau
Yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.