Koi Na Koi Chahiye Lyrics

Writer :

Singer :




Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
Dil-o-jaan lutaayenge hum to usi pal
Saath mein bitaayenge shyaam-o-saher
Shyaam-o-saher o mere yaara

Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Pyaar karne waala
Pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
Hum pe marne waala
Hum pe marne waala

Us chaand ke tukde ko seene se lagaa loonga
Us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupaa loonga
Us chaand ke tukde ko seene se lagaa loonga
Us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupaa loonga
Deewana mujhsa na milega usko
Es zameen se leke saare aasmaan tak

Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
Hum pe marne waala
Hum pe marne waala

Na meri koi manzil na mera hai thikaana
Maine to yaaron sikha kaanton se dil lagaana
Na meri koi manzil na mera hai thikaana
Maine to yaaron sikha kaanton se dil lagaana
Ulfat ka main deewana hoon duniya se main begaana
Baahon mein aasmaan hai kadmon mein hai zamaana

Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
Dil-o-jaan lutaayenge hum to usi pal
Saath mein bitaayenge shyaam-o-saher
Shyaam-o-saher o mere yaara

Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
Hum pe marne waala.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.