Teri Ankhun Ka Andaaz Lyrics

Writer :

Singer :




Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai
Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai
Tere pass mein aaon tujhe pyaar sikhaaon tujhpe jaan lootaon jaane jaana
Mera dil dhadkaaya mujhe ishq sikhaaya mujhe apna banaya tu deewana
Vaada kiya hai kasam humne li hai na honge hum milke juda
Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai

Naya silsila hai nayi dosti hai naya dilruba hai nayi dillagi hain
Khule aasmaanon ke niche mile hain mohabbat mein do dil jawaan
Tere saason ka har saaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
Uff behekne ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marthi hai

Na main hosh mein hoon na tujhko khabar hain
Meri chaahaton ka yeh tujhpe asar hai
Chalo ek duje mein aise samaye ke dekhke hukmo jahan
Tere khwaabon ka har raaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hai
Haay lipat ne ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai
Tere pass mein aaon tujhe pyaar sikhaaon tujhpe jaan lootaon jaane jaana
Mera dil dhadkaaya mujhe ishq sikhaaya mujhe apna banaya tu deewana
Vaada kiya hai kasam humne li hai na honge hum milke juda
Teri aankhon ka andaz kehta hai tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai tu yaar mujhpe hi marti hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.