Yahan Pe Sab Shanti Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai

Yahan dhoop hai yahan chaaon hai yahan chandni raat hai
Yahan roop hai yahan rang hai yahan husn ki baat hai
Yahan khwaab hai yahan jashn hai yahan mehfil hai jawan
Yahan shokiyaan madhoshiyaan yahan har taraf mastiyaan
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai

Yahan raag hai yahan paag hai yahan dil mein bas pyaar hai
Yahan dosti yahan zindagi dushman yahan yaar hai
Yahan chaahatein yahan raahatein yahan chand tare mile
Yahan sardiyan yahan garmiyan yahan sare mausam khile
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Shanti shanti.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.