Hey Deva Lyrics

Writer :

Singer :




He deva he deva hum
Aaye dwar tumhare
Sankat me pran hamare
Parbhu sankat aaj haro
Hum par itni daya karo
Jai jai ganpati deva
Hum kare tumhari sewa
Jai jai ganpati deva
Hum kare tumhari sewa
He deva he deva

Sabse partham tumhara pujan
Hota magal kari
Hota magal kari
Gajanand anand
Pand tum ho sabke hitkari
Tum ho sabke hitkari
Jab jab vighan pade bhakto par
Tumne laz bachai
Tumne laz bachai
Koi pujaran tere
Dwar se khali hath na aayi
He deva he deva

Darsh bina vyakul
Hai jiyra pyase pyase naina
Pyase pyase naina
Rah nihar nihar
Thaki hu din bine na raina
He fal nayak sidhik vinayak
Ab to darsh karado
Ab to darsh karado
Mere man ke manmohan
Ab to aaj milado
He deva he deva
Hum aaye dwar tumhare
Sankat me pran hamare
Parbhu sankat aaj
Haro hum par itni daya karo

Hum to bhola bhale
Man ki bigdi bat bana do
Bigdi bat bana do
Tum jag ke palak
Ho hamko jab ninda se bacha do
Jab ninda se bacha do
Agar hamari bhakti
Sachi apni shakti dikha do
Apni shakti dikha do
Jo kalang hum pe
Laga hai ab wo kalank mita do
Ab wo kalank mita do
Ab wo kalank mita do
Ab wo kalank mita do
Ab wo kalank mita do
Mita do mita do mita do.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.