Hawa Lagi Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Hawa lagi hai aaj to hamein
Ude ude hain hum
Lage hamein ki aasman se
Jude jude hain hum

Ho..chand ki chaton pe rat katenge
Pas kabhi door jake bethenge
Batein na hongi khatam

Hawa lagi hai aaj to hamein
Ude ude hain hum
Lage hamein ki aasman se
Jude jude hain hum

Ho..teri nigahon se meri nigahein
Han pee rahi hain koi jaam sa
Hann..baton mein teri aane laga hai
Lage ye dil tera gulam sa

Teri nigahon se meri nigahein
Han pee rahi hain koi jaam sa
Baton mein teri aane laga hai
Lage ye dil tera gulam sa

Idhar udhar bahakne lagi hai
Teri meri nazar
Khoye hue behosiyon mein hum
Chand ki chaton pe rat kateinge
Pas kabhi door jake bethenge
Batein na hongi khatam

Hawa lagi hai aaj to hamein
Ude ude hain hum
Lage hamein ki aasman se
Jude jude hain hum

Khusiyan luta dun main to aaj teri
Ek choti si sogat pe
Tu jo kahe to ye jahan sara
Laa ke rakh dun tere hath pe

Khusiyan luta dun main to aaj teri
Ek choti si sogat pe
Tu jo kahe to ye jahan sara
Laa ke rakh dun tere hath pe

Yuhin se rahe pyar se bhara
Tera mera safar
Kahe ye dil chale chalo abhi
Zameen ko chhodkar

Ho chand ki chaton pe rat kateinge
Pas kabhi door jake bethenge
Batein na hongi khatam

Hawa lagi hai aaj to hamein
Ude ude hain hum
Lage hamein ki aasman se
Jude jude hain hum.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.