Bhang Ke Nashe Lyrics

Writer :

Singer :




Jiya mera chehka
Ek jhatke mein behaka
Oye…
Bhang ke nashe mein
Laga isak ka chaska
Kabhi addhi kabhi pauwa
Kabhi gouri kabhi kauwa
Kabhi radio kabhi mahua
Kabhi rabdi kabhi maska

Mati maare utpaati
Jaise phate chhati
Oo…
Mati maare utpaati
Jaise phate chhati
Patli kamaria pe
Kab se main bauran
Oo..
Lakh mein ankhiyaan maarti
Arre mo ko uksaati
Mushkil dagaria pe
Fisle hai imaan
Kabhi addhi kabhi pauwa
Kabhi gouri kabhi kauwa
Kabhi radio kabhi mahua
Kabhi rabdi kabhi maska

Arre lutli hamri jaan
Khilai ke palang tod paan
Oye..hoye..hoye..hoye..
Lutli hamri jaan
Khilai ke palang tod paan
Toda re abhimaan
Ab bhaag le jajmaan

Meethi meethi baani
Chamkat ganga ka paani..
Haaye.. Meethi meethi baani
Chamkat ganga ka paani..
Maya lok mein bhatka
Mora manva lo aaj
Oye gori ghhoonghat taane
Haaye laaj sharam ke maare
Shiv ki nagaria rama kitni mahaan
Kabhi addhi kabhi pauwa
Kabhi gouri kabhi kauwa
Kabhi radio kabhi mahua
Kabhi rabdi kabhi maska

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.