Main Hoon Kaun Lyrics

Writer :

Singer :




Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun kaun
Main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun kaun kaun

Saari duniya mein mujhasa nahi
Saari duniya mein mujhasa nahi
Main sab kuchh hoon main koyi nahi
Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun kaun
Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun kaun
Main yeh hoon ya woh hoon, ek hoon ya sau hoon
Tum jo chaaho woh honn, ya jo hoon bas woh hoon main
Hoon kya hoon kyun hoon
Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun kaun
Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun kaun

Main aawaara jungali jaanwar 420 anaadi
Chalata furja chaalu chillar chalati ka naam gaadi
Main albela anjaana dariya dil deewaana
Main har raste ka raahi
Har shamma ka parwaana
Main fanne khaan farishta
Mukkaddar ka sikandar
Aflaatun ajuba harfan maula mast kalandar

Paapi paaji hai yeh pyaara, aasmaan se gira sitaara
Luchcha lafanga lampat loafer
Circus baabo kona jokar
Paagal ghaayal kaayar shaayar
Kabhi main botal kabhi main fire
Main hoon kamaal main bemisaal
Main badmisaaj main beilaaj
Main samajhdaar main khabrdaar
Main bekaraar main kalaakaar
Main superman main taarjan
Main fineman main lot of fun
Main dind dong main king kong
Main sing song main right wrong

Saari duniya mein mujhasa nahi
Main sab kuchh nahi main koyi nahi
Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun kaun
Main hoon kaun, main hoon kaun
Main hoon, main hoon, kaun.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.